Badi Muskil Se Haath Aaye Lyrics

"Badi Muskil Se Haath Aaye" lyrics from Sadgi sung by sadat bin ashraf and music directed by sadat bin ashraf and composed by sadat bin ashraf and lyrics written by sadat bin ashraf

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Badi Muskil Se Haath Aaye Lyrics


Badi muskil se haath aaye hai
Badi muskil se haath aaye hai
The woh naraaz mana laye hai
The woh naraaz mana laye hai
Badi muskil se haath aaye hai
Badi muskil

Berukhi ke tumhare kya kehna
Berukhi ke tumhare kya kehna
Humne has has ke zakhm khaye hai
Humne has has ke zakhm khaye hai
Badi muskil se haath aaye hai
Badi muskil

Main zaffa ki tapis se mar jaata
Main zaffa ki tapis se mar jaata
Chand yaadon ke mujhpe saaye hai
Chand yaadon ke mujhpe saaye hai
Badi muskil se haath aaye hai
Badi muskil

Kitane waade wafa kiye tumne
Kitane waade wafa kiye tumne
Humne wade sabhi nibhae hai
Humne wade sabhi nibhae hai
Badi muskil se haath aaye hai
Badi muskil

Koi jachta nahi nigahon mein
Koi jachta nahi nigahon mein
Jab se woh zindagi mein aaye hai
Jab se woh zindagi mein aaye hai
Badi muskil se haath aaye hai
The woh naraaz mana laye hai
The woh naraaz mana laye hai
Badi muskil se haath aaye hai
Badi muskil.

More songs lyrics from Sadgi.