Badali Badali Duniya Hai Meri Lyrics

"Badali Badali Duniya Hai Meri" lyrics from Sangeet Samrat Tansen sung by lata mangeshkar, mahendra kapoor and music directed by s. n. tripathi and composed by s. n. tripathi and lyrics written by shailendra (shankardas kesarilal)

Music Director(s):
Composer(s):

Badali Badali Duniya Hai Meri Lyrics


Badali badali duniya hai meri
Badali badali duniya hai meri
Jaadu hai ye kyaa tere nainan kaa
Badali badali duniya hai meri
Jaadu hai ye kyaa tere nainan kaa

Ban ke kajraa ankhiyo mai raha
Ek sudar sapna bachpan kaa
Ban ke kajraa ankhiyo mai raha
Ek sudar sapna bachpan kaa
Badali badali duniya hai meri

Kahati thi sada dil ki dhadkan
Kahati thi sada dil ki dhadkan
Tu baith bichhaake apane nayan
Sachchi hai agar ye teri lagan
Laut aaeyga saathi jivan kaa
Badali badali duniya hai meri

Is raat ko chaand tale ye milan
Is raat ko chaand tale ye milan
Chup dekh raha hai nil gagan
Dauhrayega ye mad mast pawan
Sagit hamaari dhadkan kaa
Badali badali duniya hai meri
Jaadu hai ye kyaa tere nainan kaa
Badali badali duniya hai meri.

More songs lyrics from Sangeet Samrat Tansen.