Badal Baras Baras Ke Lyrics

"Badal Baras Baras Ke" lyrics from Bindiya sung by amar, kalyani das and music directed by kamal dasgupta and composed by kamal dasgupta and lyrics written by pandit madhur

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Badal Baras Baras Ke Lyrics


Badal baras baras ke
Badal baras baras ke
Tu paigham suna de
Paigham suna de
Paymana chur chur hai
Tuti hai surahi
Har aur gham hai dard hai
Aasu hai tabahi
Manzil abhi baki hi rahi
Thak gaya rahi
Hai door kinara
Use tu paas mein lade
Manzil abhi baki hi rahi
Thak gaya rahi
Hai dur kinara use
Tu paas mein lade
Badal baras baras ke
Tu paigam suna de
Paigahm suna de

Deepak ne roshni bhi di
Aur ghar bhi jalaya
Aur ghar bhi jalaya
Deepak ne roshni bhi di
Aur ghar bhi jalaya
Aur ghar bhi jalaya
Suraj ne jal ke
Chand ka sansar basaya
Sansar basaya
Suraj ne jal ke
Chand ka sansar basaya
Sansar basaya
Parde mein chhupi zindagi
Parde mein chhupi zindagi
Parda tu hata de
Parda tu hata de
Parde mein chhupi zindagi
Parda tu hata de
Parda tu hata de
Taqdeer ke likhe ko
Mita de tu mita de
Taqdeer ke likhe ko
Mita de tu mita de
Mita de mita de.

More songs lyrics from Bindiya.