Bach Ke Kaha Jayega Lyrics

"Bach Ke Kaha Jayega" lyrics from 7 Days sung by kavita krishnamurthy, kumar sanu and music directed by babul bose and composed by babul bose and lyrics written by nawab arzoo

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Bach Ke Kaha Jayega Lyrics


Bach ke kaha jayega
Ye sayano ki toli hai
Aaj holi hai aaj holi hai
Aaj holi hai
Bach ke kaha jayega
Ye sayano ki toli hai
Aaj holi hai aaj holi hai
Aaj holi hai
Neela hara laal rango ki
Ye rangoli hai
Aaj holi hai aaj holi hai
Aaj holi hai aaj holi hai

Khud ko jitendar samajta hai ye
Samajta hai ye samajta hai ye
Mujhko to bandar sa lagta hai ye
Lagta hai ye lagta hai ye
O lallu ram tere nakhre bade
Iss baat par akadta hai ye
Akadta hai ye akadta hai ye
Kuch na kahega ye
Hotho pe iski pala hai
Muh kala hai muh kala hai
Aaj holi hai aaj holi hai

Dekho zara chal langur ki
Langur ki ha ha langur ki
Are chehra lage roti tandur ki
Tandur ki ha ha tandur ki
Jokar hai ye tu hai shehjhadi
Murat teri jaise ek hur ki
Ek hur ki ek hur ki
Isko chhodo saath aao mere
Tu to bholi hai
Tu bholi hai tu bholi hai
Aaj holi hai
Bach ke kaha jayega
Ye sayano ki toli hai
Aaj holi hai aaj holi hai
Aaj holi hai
Neela hara laal rango ki
Ye rangoli hai
Aaj holi hai aaj holi hai
Aaj holi hai aaj holi hai
Holi hai aaj holi hai
Holi hai aaj holi hai.

More songs lyrics from 7 Days.