Bach Bach Ke Chalo Lyrics

"Bach Bach Ke Chalo" lyrics from Garma Garam sung by mohammed rafi and music directed by vinod and composed by vinod and lyrics written by deena nath madhok (d. n. madhok)

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Bach Bach Ke Chalo Lyrics


Zara bach ke
Chalo ri mori gaiya
Duniya ki nigaho se
Bach bach ke
Chalo ri mori gaiya
Duniya ki nigaho se

Ye aise karigar hai
Ye aise karigar hai
Bas karle dil ki aaho se
Dil ki aaho se
Bach bach ke
Chalo ri mori gaiya
Duniya ki nigaho se
Bach bach ke
Chalo ri mori gaiya
Duniya ki nigaho se

Bewafa bewafa duniya hai
Dagabaaz duniya wale
Ye gori gori surat wale
Hai dil ke kale
Ye gori gori surat wale
Hai dil ke kale
Bewafa

Ek bulbul maine pala
Dil ki dhadkano par
Ek bulbul maine pala
Dil ki dhadkano par
Use raaz sikhaya nirala
Dil ki dhadkano par
Use raaz sikhaya nirala
Dil ki dhadkano par
Jab wo chali chali
Matak matak kar chali
To aaj khili kali
Ek kamine ne usne
Jhuth ki ulfat ka jadu dala
Aye aye aye karne wale
Hum nahi tumse darne wale

Aye aye aye karne wale
Hum nahi tumse darne wale
Wo churi to ye talwar
Wo churi to ye talwar
Kare hai war nigaho se
Haye kare hai war nigaho se
Hai karigar to bas
Karke dikhade
Isko dil ki aaho se
Hai karigar to bas
Karke dikhade
Isko dil ki aaho se.

More songs lyrics from Garma Garam.