Baar Baar Mann Mera Lyrics

"Baar Baar Mann Mera" lyrics from Makad Jaala: A Political Trap sung by aparna aparajit, gopal das and music directed by rahul tiwari and composed by rahul tiwari and lyrics written by harsukh dhayal

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Baar Baar Mann Mera Lyrics


Mohabbat ibadat hai noore khuda hai
Meri dhadkano ne yeh mujhse kahaan hai
Sohna yaar rab jaisa lage phir kyun na karoon ibadat
Baar baar mann mera naam jape hai tera
Baar baar karta hain ye sajda
Baar baar mann mera naam jape hai tera
Baar baar karta hain ye sajda

Jab se tu mila tab se silsila mera hai shuru
Din mein raaton mein
Mann ki baaton mein tujhko dhundh loon
Jab se tu mila tab se silsila mera hai shuru
Din mein raaton mein
Mann ki baaton mein tujhko dhundh loon
Laga mujhse judaa dono sang hain sadaa

Tu dhadkan hain toh main hoon sansein teri
Main chalna sakoon pal bhi tere bina
Tu mujh mein basi aur main tujh mein basa
Main hoon askh toh tu mera aaina

Mohabbat ibadat hai noore khuda hai
Noore khuda hai
Meri dhadkano ne yeh mujhse kahaan hai
Sohna yaar rab jaisa lage phir kyun na karoon ibadat
Baar baar mann mera naam jape hai tera
Baar baar karta hain ye sajda.

More songs lyrics from Makad Jaala: A Political Trap.