Baajre Ke Khet Mein Lyrics

"Baajre Ke Khet Mein" lyrics from Reshma Aur Sultan


Baajre Ke Khet Mein Lyrics


Baajre ke khet mein
Kala kauwa aaya
Baajre ke khet mein
Kala kauwa aaya
Choch marke bali todi
Kaav kaav chillaya re
Mua kala kauwa aaya
Ho mua kala kauwa aaya
Baajre ke khet mein
Kala kauwa aaya
Ho baajre ke khet mein
Kala kauwa aaya
Choch marke bali todi
Kaav kaav chillaya
Mua kala kauwa aaya
Ho mua kala kauwa aaya

Din mein bairi khet mein aaye
Raat ko chhat pe bole
Dekh ke mera roop suhana
Manwa chhati dole
Din mein bairi khet mein aaye
Raat ko chhat pe bole
Dekh ke mera roop suhana
Manwa chhati dole
Lakh udaya maine
Lekin ye nahi ud paya
Mua kala kauwa aaya
Ho mua kala kauwa aaya
Baajre ke khet mein
Kala kauwa aaya
Ho baajre ke khet mein
Kala kauwa aaya
Choch marke bali todi
Kaav kaav chillaya
Mua kala kauwa aaya
Ho mua kala kauwa aaya

Kal ki baat sunau meri
Subah se dikhe laga
Mauka pakar ye balo ka
Gajra lekar bhaga
Kal ki bat sunau meri
Subah se dikhe laga
Mauka pakar ye balo ka
Gajra lekar bhaga
Ho ye lagta hai ye kauwa
Prem nagar se aaya hua
Mua kala kauwa aaya
Ho mua kala kauwa aaya
Baajre ke khet mein
Kala kauwa aaya
Ho baajre ke khet mein
Kala kauwa aaya
Choch marke bali todi
Kaav kaav chillaya
Mua kala kauwa aaya
Ho mua kala kauwa aaya
Ho mua kala kauwa aaya
Ho mua kala kauwa aaya.

More songs lyrics from Reshma Aur Sultan.