Baaho Me Teri Lyrics

"Baaho Me Teri" lyrics from Kaala Patthar sung by lata mangeshkar, mohammed rafi and music directed by rajesh roshan and composed by rajesh roshan and lyrics written by sahir ludhianvi

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Baaho Me Teri Lyrics


Baaho mein teri masti ke ghere
Saanson mein teri khushbu ke dere
Baaho mein teri masti
Ke ghere masti ke ghere
Saanson mein teri khushbu
Ke dere khushbu ke dere
Masti ke gheron mein
Khushnu ke deron mein
Hum khoye jaate hain
Baaho mein teri masti
Ke ghere masti ke ghere
Saanson mein teri khushbu
Ke dere khushbu ke dere
Masti ke gheron mein
Khushnu ke deron mein
Hum khoye jaate hain
Baaho mein teri masti
Ke ghere masti ke ghere

Khwaabon mein jisko tanha jawani
Barson se takti thi tu wohi hain
Chhune se jiske sine mein mere
Lau jaag sakti thi tu wohi hain
Kutch khwaab mere
Kutch khwaab tere
Yu milte jaate hain
Dil khilte jaate hain
Lab gungunate hain
Saanson mein teri khushbu
Ke dere khushbu ke dere
Baaho mein teri masti
Ke ghere masti ke ghere

Bikhra ke zulfen jhuk jaaon mujhpe
Milne do saaya tapte badan ko
Maine hamesha teri amaanat
Samjha hai apane jaan aur tan ko
Tu saath mere main saath tere
Ruho ke ruho se jismo ke
Jismo se sadiyo ke naate hain
Saanson mein teri khushbu
Ke dere khushbu ke dere
Baaho mein teri masti
Ke ghere masti ke ghere
Masti ke gheron mein
Khushnu ke deron mein
Hum khoye jaate hain
Saanson mein teri khushbu
Ke dere khushbu ke dere
Baaho mein teri masti
Ke ghere masti ke ghere.

More songs lyrics from Kaala Patthar.