Aye Yaar Sun Yaari Teri Lyrics

"Aye Yaar Sun Yaari Teri" lyrics from Suhaag sung by asha bhosle, mohammed rafi, shailendra singh and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Lyricist(s):

Aye Yaar Sun Yaari Teri Lyrics


Aye yaar sun yaari teri mujhe
Zindagi se bhi pyaari hai
Aye yaar sun yaari teri mujhe
Zindagi se bhi pyaari hai
Javaab ik nahin hamara kahi
Badi kub jodi hamaari hai
Aye yaar sun yaari teri mujhe
Zindagi se bhi pyaari hai

Kya dekhta hun
Main kab dekhta hun
Teri nazar se sab dekhta hun
Teri kasam ye haath
Hain mere magar
In haathon men
Taaqat tumhari hai
Aye yaar sun yaari teri mujhe
Zindagi se bhi pyaari hai

Dil men lagaai hai tasvir teri
Dil men lagaai hai tasvir teri
Teraa nasibaa hai taqadir meri
Tum donon ne jo kuchh
Kahaa maine suna
Magar ab suno meri baari hai
Aye yaar sun yaari teri mujhe
Zindagi se bhi pyaari hai

Hamase jo ulajhe
Wo hoga deewana
Hamase jo ulajhe
Wo hoga deewana
Aavaaz tu de main
Baandhun nishana
Udate hue panchhi
Ke par ham kaat len
Ki main jaal hun tu shikaari hai
Aye yaar sun yaari teri mujhe
Zindagi se bhi pyaari hai

Ham hain jawani ke din raat jaise
Ham hain jawani ke din raat jaise
Lagta hai bachapan se hai saath jaise
Dil yaar kaa jaan
Yaar ki apna hai kya
Ye vardi bhi to sarkari hai
Aye yaar sun yaari teri mujhe
Zindagi se bhi pyaari hai
Javaab ik nahin hamara kahi
Badi kub jodi hamaari hai
Aye yaar sun yaari teri mujhe
Zindagi se bhi pyaari hai.

More songs lyrics from Suhaag.