Aye Parda Nasheen Lyrics

"Aye Parda Nasheen" lyrics from Teri Maang Sitaron Se Bhar Doon sung by asha bhosle, prabodh chandra dey (manna dey) and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Lyricist(s):

Aye Parda Nasheen Lyrics


Khuda jane bura kis baat ka
Wo maan bathi ha
Qayamat hai qyamat hai
Ke parde mein tamancha
Jhaam hoti hai

Aye parda nasheen parde se nikal
Aye parda nasheen parde se nikal
Aye parda nasheen parde se nikal
Aye parda nasheen parde se nikal
Aye parda nasheen parde se nikal
Parde mein pyar nahi hota
Aye parda nasheen parde se nikal
Aye parda nasheen, aye parda nasheen
Aye parda nasheen parde se nikal
Parde mein pyar nahi hota
Nahi hota nahi hota
Hum parda nasheen no ka itna
Hum parda nasheen no ka itna
Aasa deedar nahi hota
Aye parda nasheen parde se nikal
Aye parda nasheen

Chilman ko zara sarka do
Chilman ko zara sarka do
Sarka do
Chilman ko zara sarka do
Chilman ko zara
Chilman ko zara sarka do
Ye chand sa chehra dikhla do
Chilman ko zara zara zara zara zara

Shole ko shole ko shole ko
Sabnam jane ho
Shole ko sabnam jane ho
Shole ko sabnam jane ho
Lagta hai tum deewane ho
Lagta hai lagta hai
Lagta hai tum deewane ho
Bemaut koi marne ke liye
Warna taiyar nahi hota
Hum parda nasheen no ka itna
Aasa deedar nahi hota
Aye parda nasheen

Chahat ki bhala tareef hai kya
Parde se tumhe takleef hai kya
Chahat ki bhala tareef hai kya
Parde se tumhe takleef hai kya
Takleef hai kya, takleef hai kya
Is baat pe ye dil jalta ha
Jo teer udhar se chalta ha
Is baat pe ye dil jalta ha
Jo teer udhar se chalta ha
Jo teer udhar se udhar se
Udhar se chalta ha

Seene mein atak jata
Atak jata atak jata hai wo
Kahi aur se paar nahi hota
Aye parda nasheen parde se nikal
Aye parda nasheen

Parde ka sirf bahana
Maksad humko tadapana hai
Parde ka sirf bahana
Maksad humko tadapana hai
Thadapana hai thadapana hai
Manjur kise ye duri hai
Lekin todi majburi hai
Manjur kise ye duri hai
Lekin todi majburi hai
Majburi hai majburi hai
Humko inkaar ki aadat hai
Humse ikarar nahi hota

Hum parda nasheen no ka itna
Aasa deedar nahi hota
Aye parda nasheen parde se nikal
Parde mein pyar nahi hota
Aye parda nasheen parde se nikal.

More songs lyrics from Teri Maang Sitaron Se Bhar Doon.