Aye Jaane Tamanna Lyrics

"Aye Jaane Tamanna" lyrics from Dastan-E-Laila Majnu sung by mohammed rafi, suman kalyanpur and music directed by iqbal qureshi and composed by iqbal qureshi and lyrics written by jan nisar akhtar

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Aye Jaane Tamanna Lyrics


Aye jaane tamanna aa bhi ja
Aye jaane tamanna aa bhi ja
Aa bhi ja aa bhi ja
Aye jaane tamanna aa bhi ja

Aankho se lahu sa chhalka hai
Tu ho to har ek gam halka hai
Aankho se lahu sa chhalka hai
Tu ho to har ek gam halka hai
Bechain hai dil betab hai dil
Aye dilbare laila aa bhi ja
Aa bhi ja
Aye jaane tamanna aa bhi ja
Aye jaane tamanna aa bhi ja

Mana ki yeh dil deewana hai
Jab pyar pukare aana hai
Mana ke yeh dil deewana hai
Jab pyar pukare aana hai
Yeh pyar tera yeh pyar mera
Ho jaye na ruswa aa bhi ja
Aa bhi ja aa bhi ja
Aye jaane tamanna aa bhi ja
Aye jaane tamanna aa bhi ja
Aa bhi ja aa bhi ja
Aa bhi ja aa bhi ja
Aa ja aa ja aa bhi ja aa ja
Aye jaane tamanna aa bhi ja
Aye jaane tamanna aa bhi ja
Aa bhi ja aa bhi ja
Aye jaane tamanna aa bhi ja.

More songs lyrics from Dastan-E-Laila Majnu.