Aye Haseeno Nazneeno Lyrics

"Aye Haseeno Nazneeno" lyrics from Hum Do Daku sung by asha bhosle, kishore kumar, usha mangeshkar and music directed by kishore kumar and composed by kishore kumar and lyrics written by shailendra (shankardas kesarilal)

Music Director(s):
Composer(s):

Aye Haseeno Nazneeno Lyrics


Aye haseeno nazneeno
Main dil hathaili pe le ke
Aa raha hu
Jawab do bhi meri suno bhi
Main kab se nagame
Mohobat ke ga raha hu
Aye haseeno nazneeno
Main dil hathaili pe le ke
Aa raha hu aye haseeno

Dil mera hai ek khajana
Chipa jis mein hai dard suhana
Koi hai koi lene wala
Jo pyar ka ho deewana
Parwana koi aata hi nahi
Main kabse shamme jala raha hu
Aye haseeno nazneeno
Main dil hathaili pe le ke
Aa raha hu aye haseeno

Main soudagar bhi nahi hu
Koi jadugar bhi nahi hu
Bekar hu na awara
Be dar beghar bhi nahi hu
Main hu matwala ek dilwala
Sath dega koi main bula raha hu
Aye haseeno nazneeno
Main dil hathaili pe le ke
Aa raha hu aye haseeno

Rahi hul main apni dhun ka
Kahi aur chala jaunga
Dhundoge mujh ro ro ke
Main hath nahi aaunga
Ziddi hu magar
Nahi dil ka bura jo hai dil mein
Wo hotho pe la raha hu
Aye haseeno nazneeno
Main dil hathaili pe le ke
Aa raha hu jawab do bhi
Meri suno bhi
Main kab se nagame
Mohobat ke ga raha hu
Aye haseeno nazneeno
Main dil hathaili pe le ke
Aa raha hu
Jawab do bhi meri suno bhi
Jawab do bhi meri suno bhi
Jawab do bhi meri suno bhi.

More songs lyrics from Hum Do Daku.