Aye Chaman Bata Kyun Hansta Hai Lyrics

"Aye Chaman Bata Kyun Hansta Hai" lyrics from Manmani sung by kalyani das and music directed by kamal dasgupta and composed by kamal dasgupta

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Aye Chaman Bata Kyun Hansta Hai Lyrics


Aye chaman bata kyun hansta hai
Aye chaman bata kyun hansta hai
Sadiyan yunhi chhane wali hai
Bewafa bahare naari hai
Bewafa bahare naari hai
Aur yeh bhi jaane waali hai

Kuchh mast hawae gher aayi
Aanchal mein bhar ke raag ye
Kuchh mast hawae gher aayi
Aanchal mein bhar ke raag ye
Lekin chhun kar dil se boli
Lekin chhun kar dil se boli
Hum hosh udane wale hai

Iss lute huye paagal dil ka
Saaman bacha kuchh to rooh mein
Iss lute huye paagal dil ka
Saaman bacha kuchh to rooh mein
O duniya walo kuchh to haso
Ye sab kuchh lutane wali hai

Tufaan na aae manzil mein
Rushwa hoga sarminda dil
Tufaan na aae manzil mein
Rushwa hoga sarminda dil
Hum mast deewano ki raahe
Hum mast deewano ki raahe
Ab khaak udane wali hai.

More songs lyrics from Manmani.