Aya Tha Ghar Sanwarne Lyrics

"Aya Tha Ghar Sanwarne" lyrics from Farmaish sung by anup jalota and music directed by anup jalota and composed by anup jalota

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Aya Tha Ghar Sanwarne Lyrics


Justzoo hi dilo ki manzil thi
Justzoo hi dilo ki manzil thi
Humne kho kar tujhe tujhe paaya
Zindagi naam hain judaai ka
Aap aaye to mujhko yaad aaya
Aya tha ghar sanwarne
Ehsaan kar gaya
Aya tha ghar sanwarne
Ehsaan kar gaya
Barbaadio ka aur bhi
Samaan kar gaya
Aya tha ghar sanwarne
Ehsaan kar gaya

Ab tak hain uski yaad
Meri zindagi ke saath
Ab tak hain uski yaad
Meri zindagi ke saath
Do char pal ki mujhse
Jo pehchan kar gaya
Do char pal ki mujhse
Jo pehchan kar gaya
Barbaadio ka aur bhi
Samaan kar gaya
Aya tha ghar
Sanwarne ehsaan kar gaya

Aankhon ne jiske shok mein
Aankhon ne jiske shok
Mein raate sajai thi
Aankhon ne jiske shok
Mein raate sajai thi
Khwabon ki anjuman
Wohi viraan kar gaya
Khwabon ki anjuman
Wohi viraan kar gaya
Barbaadio ka aur bhi
Samaan kar gaya
Aya tha ghar sanwarne
Ehsaan kar gaya

Jhonka hasee subaah ka
Aaya to tha magar
Jhonka hasee subaah ka
Aaya to tha magar
Ghulshan ki har kali
Ko pareshan kar gaya
Ghulshan ki har kali
Ko pareshan kar gaya
Barbaadio ka aur bhi
Samaan kar gaya
Aya tha ghar sanwarne
Ehsaan kar gaya
Ehsaan kar gaya..
Ehsaan kar gaya..

More songs lyrics from Farmaish.