Awargi Mein Had Se Guzar Jana Chahiye Lyrics

"Awargi Mein Had Se Guzar Jana Chahiye" lyrics from Awargi Mein Had Se sung by munni begum and music directed by munni begum and composed by munni begum

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Awargi Mein Had Se Guzar Jana Chahiye Lyrics


Awargi mein had se guzar jana chahiye
Awargi mein had se guzar jana chahiye
Lekin kabhi kabhaar
Lekin kabhi kabhaar toh ghar jana chahiye
Awargi mein had se guzar jana chahiye

Mujhse bichhad ke in dino kis rang mein hai woh
Mujhse bichhad ke in dino kis rang mein hai woh
Mujhse bichhad ke in dino kis rang mein hai woh
Ye dekh ne rakeeb ke ghar jana chahiye
Ye dekh ne rakeeb ke ghar jana chahiye

Us but se ishq kijiye lekin kuchh is tarha
Us but se ishq kijiye lekin kuchh is tarha
Us but se ishq kijiye lekin kuchh is tarha
Puchhe koi toh saaf mukar jana chahiye
Puchhe koi toh saaf mukar jana chahiye
Lekin kabhi kabhaar
Lekin kabhi kabhaar toh ghar jana chahiye
Awargi mein had se guzar jana chahiye

Afsos apne ghar ka pata humse kho gaya
Afsos apne ghar ka pata humse kho gaya
Afsos apne ghar ka pata humse kho gaya
Ab sochna ye hai ke kidhar jana chahiye
Ab sochna ye hai ke kidhar jana chahiye
Lekin kabhi kabhaar
Lekin kabhi kabhaar toh ghar jana chahiye
Awargi mein had se guzar jana chahiye

Nadaan jawaani ka zaman ghuzar gaya
Nadaan jawaani ka zaman ghuzar gaya
Nadaan jawaani ka zaman ghuzar gaya
Ab aa gaya budhapa sudhar jana chahiye
Ab aa gaya budhapa sudhar jana chahiye
Lekin kabhi kabhaar
Lekin kabhi kabhaar toh ghar jana chahiye
Awargi mein had se guzar jana chahiye

Baithe raho ke dast mein kab tak hasan rajaa
Baithe raho ke dast mein kab tak hasan rajaa
Baithe raho ke dast mein kab tak hasan rajaa
Jeena agar nahi toh mar jaana chahiye
Jeena agar nahi toh mar jaana chahiye
Lekin kabhi kabhaar
Lekin kabhi kabhaar toh ghar jana chahiye
Awargi mein had se guzar jana chahiye
Awargi mein had se guzar jana chahiye
Awargi mein had se guzar jana chahiye.

More songs lyrics from Awargi Mein Had Se.