Aurat Zaat Mard Se Lyrics

"Aurat Zaat Mard Se" lyrics from Amba sung by kishore kumar and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):

Aurat Zaat Mard Se Lyrics


Aurat zat mard se jhada, oo ho
Aurat zat mard se jhada,
Tere bas ka kam nahin
Teri chhoonti na kar doon,
To sarju mera naam nahin
Teri chhoonti na kar doon,
Teri chhoonti na kar doon
To sarju mera naam nahin,
Aurat zat mard se jhada, oo ho
Aurat zat mard se jhada,
Tere bas ka kam nahin
Teri chhoonti na kar doon,
To sarju mera naam nahin
Teri chhoonti na kar doon,
To sarju mera naam nahin

Jitne ber tu maregi,
Sab ber tere kha jauga
Arey, jitne ber tu maregi,
Sab ber tere kha jauga
Bhag hiraniya, bhag,
Bhag hiraniya, bhag
Ke main hoon sher tuje kha jauga
Mufat mein mari jayegi tu,
Arey mufat mein mari jayegi tu
Achha ye anjam nahin
Teri chhoonti na kar doon,
To sarju mera naam nahin
Teri chhoonti na kar doon,
To sarju mera naam nahin

Ye mat soch ke preet ke
Mithe geet main tujhe sunauga
Ye mat soch,
Ye mat soch ke preet ke
Mithe geet main tujhe sunauga
Arey, dharke duga ek,
Dharke duga ek tujhe
Din mein tare dikhlauga
Main lath maru lathi wala, oye hoye
Main lath maru lathi wala,
Murli wala shyam nahin
Teri chhoonti na kar doon,
To sarju mera naam nahin

Kanta lage na kankar
Shankar ka main
Prem pujari hoon
Kanta lage na kankar
Shankar ka main
Prem pujari hoon
Tu nari maan ki bimari,
Tu nari maan ki bimari,
Main pakka baramchari hoon
Ari main pakka baramchari hoon,
Main koi dil fek deewana
Main koi dil fek deewana,
Aawara badnaam nahin
Teri chhoonti na kar doon,
To sarju mera naam nahin
Teri chhoonti na kar doon,
To sarju mera naam nahin
Aurat zat mard se jhada, oo ho
Aurat zat mard se jhada,
Tere bas ka kam nahin
Teri chhoonti na kar doon,
To sarju mera naam nahin
Teri chhoonti na kar doon,
To sarju mera naam nahin.

More songs lyrics from Amba.