Aur Pyar Ho Gaya (Title) Lyrics

"Aur Pyar Ho Gaya (Title)" lyrics from Aur Pyaar Ho Gaya


Aur Pyar Ho Gaya (Title) Lyrics


Bawre dono naina
Palke ki vaare hai bichhaye
Manchalaa mora saiyaan
Khawbon ki panghat kyu na aaye
Har saans ki gunjaish tu hai
Katra main barish tu hai
Tu hai aaliyaan.

Khilee khilee khwaishon ki raza tu
Nayi nayi dhadkanon ki ada tu
Pahle subaah ban gaya
Shamon mein fir dhal gaya
Kali kali jagai ratiya
Kyu mujhko laga aise
Tune chhua jaise
Aur pyaar ho gayaaa

Koi fasana tha
Abtak na mana tha
Aur pyaar ho gaya aur pyar ho gaya
Oh oh oh aur pyaar ho gaya aur pyar ho gaya
Oh oh oh aur pyaar ho gaya aur pyar ho gaya.

More songs lyrics from Aur Pyaar Ho Gaya.