Aur Kya Zindagi Hai Lyrics

"Aur Kya Zindagi Hai" lyrics from Suvreen Guggal: Topper Of The Year


Aur Kya Zindagi Hai Lyrics


Ho…ho..hohoo..
Ho…ho..hohoo..
Aur kya zindagi hai
Ludo ka ek game hai
Doono mein hai masti bari hai
Doono se bit same hai
Yadoon ko bags mein apne
Main pack kar chuki hoon
Aur saath le karke sapne
Mein ghar se chali hoon

Ab aage kya hoga
Isi soch mein brain hai
Dil aise baagh raha hai
Jaise delhi ki train hai
Pehli baar dhek hai
Maine aisa khwab sa
Oh pehli baar baji hai
Khud ka khud guitar

Pehli baar dhek hai
Maine aisa khwab sa
Oh pehli baar baj hai
Khud ka khud guitar
Pehli baar..ohoo..
Pehli baar pehli baar…

More songs lyrics from Suvreen Guggal: Topper Of The Year.