Aur Kya Lyrics

"Aur Kya" lyrics from Phir Bhi Dil Hai Hindustani sung by abhijeet bhattacharya, alka yagnik and music directed by jatin pandit, lalit pandit and composed by jatin pandit, lalit pandit and lyrics written by javed akhtar

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Aur Kya Lyrics


Tum aaye to hawaaon
Mein ek nasha hai
Tum aaye to fizaaon
Mein rang sa hai
Yeh rang saare
Hai bas tumhare
Aur kya aur kya aur kya
Aur kya aur kya aur kya

Tum aaye to hawaaon
Mein ek nasha hai
Tum aaye to fizaaon
Mein rang sa hai
Yeh rang saare
Hai bas tumhare
Aur kya aur kya aur kya

Eh hey hey aah haa haa
Eh hey hey aah haa haa
Tum aaye ho to dekh lo
Naya naya sa lage
Yeh jahaan ho
Haan haan haan
Haan haan oh ho

Haseen haseen
Hai yeh zameen
Dhula dhula sa
Hai yeh aasman tum
Ho to hai yeh sama
Aur kya aur kya
Aur kya aur kya

Dhadak raha
Hai dil mera
Jhuki jhuki hai
Palkein yahan ho
Haan haan haan
Haan haan oh ho

Jo dil mein ho
Wo keh bhi do
Ruki ruki si hai
Yeh daastaan jazbaat
Maange zubaan
Aur kya aur kya
Aur kya aur kya

Tum aaye to hawaaon
Mein ek nasha hai
Tum aaye to fizaaon
Mein rang saa hai
Yeh rang saare
Hai bas tumhare
Aur kya aur kya aur kya
Aur kya aur kya aur kya.

More songs lyrics from Phir Bhi Dil Hai Hindustani.