Aub Barsa Na Hawa Lyrics

"Aub Barsa Na Hawa" lyrics from Saadgee sung by ustad ghulam ali and music directed by rafiq husain and composed by rafiq husain

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Aub Barsa Na Hawa Lyrics


Abrr barasa naa hawa tezz
Chali hain abb ke
Abrr barasa naa hawa tezz
Chali hain abb ke
Kitani viraan terii yaado ki
Gali hain abb ke
Abrr barasa naa hawa tezz
Chali hain abb ke
Kitani viraan terii yaado ki
Gali hain abb ke
Abrr barasa naa hawa tezz
Chali hain abb ke

Kya kahu kitne bahaano se
Bhulaaya hain use
Kya kahu kitne bahaano se
Bhulaaya hain use
Kya kahu kitne bahaano se
Bhulaaya hain use
Yeh qayamat badi mushkil se
Tali hai abb ke
Abrr barasa naa hawa tezz
Chali hain abb ke

Yaa meri aankh ke kashkol mein
Aansu chamaka
Yaa meri aankh ke kashkol mein
Aansu chamaka
Yaa meri aankh ke kashkol mein
Aansu chamaka
Yaa andhere mein koyi
Shamma jalee hai abb ke
Abrr barasa naa hawa tezz
Chali hain abb ke

Kisko furasat hai dhuwan
Dekhane jaaye mohasin
Kisko furasat hai dhuwan
Dekhane jaaye mohasin
Kisko furasat hai dhuwan
Dekhane jaaye mohasin
Jhopadi sheher se
Kuchh dur jalee hai abb ke
Abrr barasa naa hawa tezz
Chali hain abb ke
Kitani viraan terii yaado ki
Gali hain abb ke
Abrr barasa naa hawa tezz
Chali hain abb ke.

More songs lyrics from Saadgee.