Atma Marti Na Bigadti Na Lyrics

"Atma Marti Na Bigadti Na" lyrics from Mangni sung by s. janaki (sishta sreeramamurthy janaki), s. p. balasubrahmanyam and music directed by omkar prasad nayyar and composed by omkar prasad nayyar and lyrics written by qamar jalalabadi

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Atma Marti Na Bigadti Na Lyrics


Atma marti atma marti na
Bigadti na to jalti hain
Jism marta hain
Bigadta hain jal jata hain
Atma marti na
Bigadti na to jalti hain
Jism marta hain
Bigadta hain jal jata hain
Atma marti nahi hain

Baad marne ke insaan ko
Kya gham hota hain
Baad marne ke insaan ko
Kya gham hota hain
Apni karni ka
Haatho se bij bota hain
Apni karni ka
Haatho se bij bota hain
Atma marti
Atma marti na
Bigadti na to jalti hain
Jism marta hain
Bigadta hain jal jata hain
Atma marti nahi hain

Jism dhoka hain
Mohabbat ka fana ho jaaye
Jism dhoka hain
Mohabbat ka fana ho jaaye
Atma pyaar ko
Chhu le to amar ho jaaye
Atma pyaar ko
Chhu le to amar ho jaaye
Atma marti
Atma marti na
Bigadti na to jalti hain
Jism marta hain
Bigadta hain jal jata hain
Atma marti na
Bigadti na to jalti hain
Jism marta hain
Bigadta hain jal jata hain
Atma marti nahi hain.

More songs lyrics from Mangni.