Arziyaan Lyrics

"Arziyaan" lyrics from Jigariyaa sung by aishwarya majmudar, vikrant bhartiya and music directed by prakash (raj-prakash), raj (raj-prakash) and composed by prakash (raj-prakash), raj (raj-prakash) and lyrics written by faraaz ahmad

Lyricist(s):

Arziyaan Lyrics


Mil jaao tum mill jaaye duniya
Aur na kuch chahun main
Tu hi toh sab kuch mera
Aur na kuch jaanu main

Dil ki sadaa sun
Le zara bekhabar
Sajde dil tujhe karta
Hai salamiyaan

Arziyaan arziyaan
Sun le dil ki arziyaan
Arziyaan arziyaan
Sun le dil ki arziyaan
Arziyaan arziyaan
Sun le dil ki arziyaan
Arziyaan arziyaan
Sun le dil ki arziyaan

Meri sab raahein hai tu
Chaahe jo bhi main chunoon
Mere sang sang bas châle tu
Jo bhi sapne main bunoon

Ho meri sab raahein hai tu
Chaahe jo bhi main chunoon
Mere sang sang bas châle tu
Jo bhi sapne main bunoon

Pyar tera hai
Bekhabar besabar
Sajde dil tujhe karta
Hai salamiyaan

Arziyaan arziyaan
Sun le dil ki arziyaan
Arziyaan arziyaan
Sun le dil ki arziyaan
Arziyaan arziyaan
Sun le dil ki arziyaan
Arziyaan arziyaan
Sun le dil ki arziyaan

Tera hi ab ho gaya main
Hoke tum se rubaroo
Main nahin hoon
Mere khud mein
Tu hi tu hai chaar su

Ho tera hi ab ho gaya
Main hoke tum se rubaroo
Main nahin hoon
Mere khud mein
Tu hi tu hai chaar su

Dil ka mere tere
Bina na basar
Sajde dil tujhe
Karta hai salamiyaan

Arziyaan arziyaan
Sun le dil ki arziyaan
Arziyaan arziyaan
Sun le dil ki arziyaan
Arziyaan arziyaan
Sun le dil ki arziyaan
Arziyaan arziyaan
Sun le dil ki arziyaan

Mil jaao tum mill jaaye duniya
Aur na kuch chahun main
Tu hi toh sab kuch mera
Aur na kuch jaanu main

Dil ki sadaa sun le
Zara bekhabar
Sajde dil tujhe karta
Hai salamiyaan

Arziyaan arziyaan
Sun le dil ki arziyaan
Arziyaan arziyaan
Sun le dil ki arziyaan
Arziyaan arziyaan
Sun le dil ki arziyaan
Arziyaan arziyaan
Sun le dil ki arziyaan.

More songs lyrics from Jigariyaa.