Apni Darling Ka Aaya Janamdin Lyrics

"Apni Darling Ka Aaya Janamdin" lyrics from Duty sung by kanchan, shabbir kumar and music directed by babla mehta and composed by babla mehta and lyrics written by ramesh pant

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Apni Darling Ka Aaya Janamdin Lyrics


Tak dhina dhin tak dhina dhin
Dhinak dhinak dhin
Tak dhina dhin tak dhina dhin
Dhinak dhinak dhin
Aaj apni darling ka aaya janamdin
Aaj apni darling ka aaya janamdin
Tak dhina dhin tak dhina dhin
Dhinak dhinak dhin
Tak dhina dhin tak dhina dhin
Dhinak dhinak dhin
Aaj apni darling ka aaya janamdin
Aaj apni darling ka aaya janamdin

Rani bitiya ko koi nazar na lagaye
Rani bitiya ko koi nazar na lagaye
Allah kare aaj ka din ye bar bar aaye
Bar bar aaye hum zaroori
Duva dene aayenge
Lekin hum zaroori duva dene aayenge
Aaj apni darling ka aaya janamdin
Aaj apni rani ka aaya janamdin
Tak dhina dhin tak dhina dhin
Dhinak dhinak dhin
Tak dhina dhin tak dhina dhin
Dhinak dhinak dhin
Aaj apni darling ka aaya janamdin
Aaj apni rani ka aaya janamdin

Apni aisi bitiya ho kya khayal hain
Apni aisi bitiya ho kya khayal hain
Ye to shadi ke baad ka apna sawal hain
Apna sawall hain
Jo ho hi nahin sakta shadi kiye bin
Jo ho hi nahin sakta shadi kiye bin
Aaj apni rani ka aaya janamdin
Aaj apni darling ka aaya janamdin

Tujhe sone ya heere ka har chahiye
Tujhe sone ya heere ka har chahiye
Mummy papa ka mujhe to pyar chahiye
Mummy papa ka mujhe to pyar chahiye
Raja uncle ko mat bhulna lekin
Raja uncle ko mat bhulna lekin
Aaj apni raani ka aaya janamdin hoye
Aaj apni darling ka aaya janamdin
Tak dhina dhin tak dhina dhin
Dhinak dhinak dhin
Tak dhina dhin tak dhina dhin
Dhinak dhinak dhin
Aaj apni darling ka aaya janamdin
Aaj apni darling ka aaya janamdin
Aaj apni darling ka aaya janamdin.

More songs lyrics from Duty.