Apni Apni Seemaon Ka Lyrics

"Apni Apni Seemaon Ka" lyrics from Talaash sung by ghanshyam vaswani and music directed by ghanshyam vaswani and composed by ghanshyam vaswani

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Apni Apni Seemaon Ka Lyrics


Apni apni seemaon ka bandi har paimana hai
Apni apni seemaon ka bandi har paimana hai
Utana hi duniya ko samjha
Utana hi duniya ko samjha
Jitna khud ko jaana hai
Apni apni seemaon ka bandi har paimana hai

Apne aap se pyaar hai jisko
Pyaari hai har sheh usko
Apne aap se pyaar hai jisko
Pyaari hai har sheh usko
Itani baat hai sacha hai baaki
Itani baat hai sacha hai baaki
Jo kuchh hai afasana hai
Apni apni seemaon ka bandi har paimana hai

Roz naya dard roaz nayi shab
Bit gaya so bit gaya
Roz naya dard roaz nayi shab
Bit gaya so bit gaya
Roz naya kuchh khone ko hai
Roz naya kuchh pana hai
Roz naya kuchh khone ko hai
Roz naya kuchh pana hai
Utana hi duniya ko samjha
Utana hi duniya ko samjha
Jitna khud ko jaana hai
Apni apni seemaon ka bandi har paimana hai

Paida hona paida hokar marne tak jeete rehna
Paida hona paida hokar marne tak jeete rehna
Ek kahani hai jo sabko
Ek kahani hai jo sabko alag alag dohrana hai
Apni apni seemaon ka bandi har paimana hai.

More songs lyrics from Talaash.