Apne Kiye Pe Lyrics

"Apne Kiye Pe" lyrics from Mehndi sung by lata mangeshkar and music directed by ravi shankar sharma (ravi) and composed by ravi shankar sharma (ravi) and lyrics written by khumar barabankvi

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Apne Kiye Pe Lyrics


Apne kiye koi pasheman ho gaya
Apne kiye koi pasheman ho gaya
Apne kiye koi pasheman ho gaya
Lo or meri maut ka saman ho gaya
Lo or meri maut ka saman ho gaya
Lo or meri maut ka saman ho gaya
Apne kiye pe koi pasheman ho gaya

Aakhir to rang layi meri begunahiya
Aakhir to rang layi meri
Begunahiyamujhko sata ke
Wo bhi preshan ho gaya
Mujhko sata ke wo bhi preshan ho gaya
Mujhko sata ke wo bhi preshan ho gaya
Lo or meri maut ka saman ho gaya
Apne kiye pe koi pasheman ho gaya

Kya raz hai jo aankh mila li huzur ne
Kya raz hai jo aankh mila li huzur ne
Kyu aaj mujh garib pe ahsan ho gaya
Kyu aaj mujh garib pe ahsan ho gaya
Lo or meri maut ka saman ho gaya
Apne kiye pe koi pasheman ho gaya

Ye bahki bahki bate bhari badan me ada
Ye bahki bahki bate bhari badan me ada
Ye aaj kya tujhe are nadan ho gaya
Ye aaj kya tujhe are nadan ho gaya
Lo or meri maut ka saman ho gaya
Apne kiye pe koi pasheman ho gaya.

More songs lyrics from Mehndi.