Apna Ghar Hain Swarag Se Sunder (Title) Lyrics

"Apna Ghar Hain Swarag Se Sunder (Title)" lyrics from Swarag Se Sunder sung by asha bhosle, kishore kumar and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):

Apna Ghar Hain Swarag Se Sunder (Title) Lyrics


Apna ghar hain swarg se sundar ho
Apna ghar hain swarg se sundar
Arey swarg mein kaha se aaye mchhar
Haye ye mchhar
Swarg mein kaha se aaye mchhar
Arey mchhar bhi aashiq hain

Tum par kya karu haye main kya karu
Haye main kya karu haye main kya karu
Apna ghar hain swarg se sundar
Par kat raha hain mujhko bistar achha
Ye bistar kat raha hain mujhko bistar

Arey bistar bhi aashiq hain
Tum par kya karu haye main kya karu
Haye main kya karu haye main kya karu
Apna ghar hain swarg se sundar

Shadi se pehle ki raate
Bhul gaye tum sari baate
Shadi se pehle ki raate
Bhul gaye tum sari baate
Arey nayi mohabbat nayi hain nayi jawani
Arey nayi mohabbat nayi nayi jawani

Ho gayi ab har cheez purani
Ho gayi ab har cheez purani
Yaad wo din aate hai aksar kya karu
Haye main kya karu haye main kya karu
Haye main kya karu
Apna ghar hain swarg se sundar

Pyar mein ye gusa achha hain
Par bich mein ye tkiya kyu rakha hain
Pyar mein ye gusa achha hain
Par bich mein ye tkiya kyu rakha hain
Bat hai lambi rat hai thodi
Kisne bnayi thi ye jodi

Main hoon shisha tum ho pathar kya karu
Haye main kya karu haye main kya karu
Haye main kya karu
Apna ghar hain swarg se sundar

Jo hota hain wo hone do
Jo hota hain wo hone do
Mujhko thoda sa sone do
Ghar aate hi aa gayi nindiya
Kahe lgayi maine bindiya
Ghar aate hi aa gayi nindiya
Kahe lgayi maine bindiya

Baithi rah gayi main sajdaj kar kya karu
Haye main kya karu haye main kya karu
Haye main kya karu haye main kya karu
Apna ghar hain swarg se sundar
Swarg mein kaha se aaye mchhar
Ye mchhar

Swarg mein kaha se aaye mchhar
Arey mchhar bhi aashiq hain
Tum par kya karu haye main kya karu
Haye main kya karu haye main kya karu
Apna ghar hain swarg se sundar.

More songs lyrics from Swarag Se Sunder.