Apna Ghar Apna Desh Lyrics

"Apna Ghar Apna Desh" lyrics from Apna Ghar sung by shanta apte and music directed by harishchandra bali and composed by harishchandra bali and lyrics written by narottam vyas

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Apna Ghar Apna Desh Lyrics


Apna ghar apna desh hai apna ghar
Apna ghar apna desh hai apna ghar
Apna ghar apna desh

Desh jitne dino dhukhiya
Desh jitne dino dhukhiya
Sab hi apne behan aur bhaiya
Sab hi apne behan aur bhaiya
Unki seva parbhu ki pooja
Unki seva parbhu ki pooja
Punya yahi badkar
Sabse punya yahi badkar
Apna ghar apna desh hai apna ghar
Apna ghar

Ghar ghar chaye rog bagaye
Logo ko jeena sikhlaye
Logo ko jeena sikhlaye
Sabko siksha mantar dilaye
Sabko siksha mantar dilaye
Ho jaye nayochavar
Desh par ho jaye nayochavar
Apna ghar apna desh hai apna ghar
Apna ghar apna desh

Unch nich ke bandhan tode
Unch nich ke bandhan tode
Parbhu se prem ka nata jode
Parbhu se prem ka nata jode
Meet ghulami mein azadi
Meet ghulami mein azadi
Jandha uncha kar desh ka
Jandha uncha kar desh ka
Jandha uncha kar.

More songs lyrics from Apna Ghar.