Annan Fannan Lyrics

"Annan Fannan" lyrics from Namastey London sung by akriti kakkar, jayesh gandhi and music directed by himesh reshammiya and composed by himesh reshammiya and lyrics written by javed akhtar

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Annan Fannan Lyrics


Aanan faanan huwa kya se kya
Mai janeman huwa kya se kya
Dhadka dhadka dhadka sa
Dil kehta hai yeh fasaana
Tadpa tadpa tadpa sa
Dil chahe tere paas aana
Aanan faanan huwa kya se kya
Mai janeman huwa kya se kya
Aanan faanan huwa kya se kya
Mai janeman huwa kya se kya
Dhadka dhadka dhadka sa
Dil kehta hai yeh fasaana
Tadpa tadpa tadpa sa
Dil chahe tere paas aana
Aanan faanan huwa kya se
Kya mai janeman huwa kya se kya
Dhadka dhadka dhadka sa
Dil kehta hai yeh fasaana
Tadpa tadpa tadpa sa
Dil chahe tere paas aana
Aanan faanan huwa kya se
Kya mai janeman huwa kya se kya

Teri mohabbat hi
Meri parastish hai
Meri too ho jaye
Meri yeh koshish hai
Sun le meri tamanna
Tumhe meri hi bana
Aye meri nilam pari
Dekh meri yeh baahe
Dekh le yeh nigaahe
Hai kitni pyaar bhari
Dhadka dhadka dhadka
Sa dil kheta hai yeh fasaana
Tadpa tadpa tadpa sa
Dil chaahe tere paas aana
Aanan faanan huwa kya se kya

Dil jise dhundhe hai
Too wohi dilkash hai
Dil jise maange hain
Too wohi mehmash hai
Tujhako ek din hain paana
Dil kaa yeh hain taraana
Har subah har shaam
Hai tujhko hi yaad karna
Teri hi baat karna
Mera yahi kaam hai
Dhadka dhadka dhadka
Sa dil kheta hai yeh fasaana
Tadpa tadpa tadpa sa
Dil chaahe tere paas aana
Aanan faanan huwa kya se
Kya mai janeman huwa kya se kya.

More songs lyrics from Namastey London.