Ankhiyon Mein Lyrics

"Ankhiyon Mein" lyrics from Rum Gaya Dil sung by lalitya munshaw

Singer(s):

Ankhiyon Mein Lyrics


Ankhiyon mein sapne hai
Sapne saajan hai
Saajan bina kaisa sawan
Ankhiyon mein sapne hai
Sapne saajan hai
Saajan bina kaisa sawan
O saajan o saajan
Tere bina suna
Suna mann ka aagan
Ankhiyon mein sapne hai
Sapne saajan hai
Saajan bina kaisa sawan

Bhigi bhigi si hai
Shokh tanhayiya
Khushbuyo main
Na huye hai purvayiya
Yeh meri aarzoo
Ab tere naam hai
Bas tujhe chahna
Ab mera kaam hai
Maine tere liye
Gul yeh hai chune
Maine tere liye
Hai sapne bune
Tere meri betaab hai
Dhadkane dhadkane
Ankhiyon mein sapne hai
Sapne saajan hai
Saajan bina kaisa sawan

Surmayee saam ho
Tere yaado ke sang
Sabnami ho subhah
Tere waado ke sang
Ab tere vaste hai meri zindagi
Pyaar karna tujhe
Bandagi hai meri
Meri paayal sansan dolati
Meri kangan khan khan bolati
Ek baar tu aaja
Sanware sanware
Ankhiyon mein sapne hai
Sapne saajan hai
Saajan bina kaisa sawan
O saajan o saajan
Tere bina suna
Suna mann ka aagan
Ankhiyon mein sapne hai
Sapne saajan hai
Saajan bina kaisa sawan

Ankhiyon mein sapne hai
Sapne saajan hai
Saajan bina kaisa sawan
Saajan bina kaisa sawan
Saajan bina kaisa sawan.

More songs lyrics from Rum Gaya Dil.