Ankhein Lyrics

"Ankhein" lyrics from Vital Signs 1 sung by vital signs (band) and music directed by vital signs (band) and composed by vital signs (band) and lyrics written by vital signs (band)

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Ankhein Lyrics


Mausam guzarate jayen
Magar na bhulen
Mujhe woh ankhain
Manzar badalte jayen
Magar yaad ayien
Mujhe woh ankhein
Ankhain wohi do ankhein
Mosam guzarte jayen
Magar na bhulen
Mujhe woh ankhein
Manzar badalte jayen
Magar yaad ayien
Mujhe woh ankhein
Ankhain wohi do ankhein

Aate hain yuhn to nazar
Kayi chehre mujhe
Subho shaam
Par kia karun dil mera
Ho chuka hain un
Ankhoon k naam
Aa ho ankhein
Wohi do ankhein

Ek baar woh karen phir
Idhar ka guzar
Jeene ki koi surat aye nazar
Kabhi mile har taraf
Hai un ankhoon ki parchayan
Un se hi abaad hai
Ajj bhi meri tanhayan
Aa ho ankhein
Wohi do ankhein

Mosam guzarate jayen
Magar na bhulen
Mujhge woh ankhain
Manzar badalte jayen
Magar yaad ayen
Mujhe woh ankhein
Ankhain wohi do ankhein

Aate hain yunhn to nazar
Kayi chehre mujhe
Subho shaam
Par kia karoon dil mera
Ho chuka hain un
Ankhoon k naam
Aa ho ankhein
Wohi do ankhein
Aa ho ankhein
Wohi do ankhein
Aa ho ankhein
Wohi do ankhein.

More songs lyrics from Vital Signs 1.