Angoori Badan Lyrics

"Angoori Badan" lyrics from Hadh: Life On The Edge Of Death sung by sapna awasthi singh, suresh raheja and music directed by vijay kalyanji shah (viju shah) and composed by vijay kalyanji shah (viju shah) and lyrics written by kartik awasthi

Lyricist(s):
Music Director(s):

Angoori Badan Lyrics


Mar gayi main to mar gayi re
Mar gayi main to mar gayi re
Angoori badan badan mera
Aankh mastaniya
Angoori badan badan mera
Aankh mastaniya
Har koi mujhse puchhe
Meri prem kahaniya
Mar gayi main to mar gayi re
Mar gayi ye to mar gayi re
Angoori badan badan mera
Aankh mastaniya
Angoori badan badan mera
Aankh mastaniya
Har koi mujhse puchhe
Meri prem kahaniya
Mar gayi main to mar gayi re
Mar gayi ye to mar gayi re

Meri chal sharabi vargi
Mere gore gore gal
Meri nagin vargi zulfen
Umar hai athara saal
Har deewana aake mujhse
Prem kahaniya
Mar gayi main to mar gayi re
Mar gayi ye to mar gayi re

Ithlake main jisko dekhu
Us dil pe qayamat aaye
Main jisko karu ishare
Bas wo mera ho jaaye
Mast jawani dekh ke mange
Chhalan nishaniya
Mar gayi main to mar gayi re
Mar gayi ye to mar gayi re
Angoori badan badan mera
Aankh mastaniya
Angoori badan badan mera
Aankh mastaniya
Har koi mujhse puchhe
Meri prem kahaniya
Mar gayi main to mar gayi re
Mar gayi ye to mar gayi re

Teri baali hai umar uspe rup ka asar
Teri baali hai umar uspe rup ka asar
Tere gal tanduri teri chal sharabi
Teri lachke kamariya lachak machak
Teri lachke kamariya lachak machak
Haye chadti jawani latak jhatak
Koi aahe bhare haye
Koi aahe bhare koi khaye kasme
Koi chal de tod ke sari rasme
Har koi mujhse puchhe
Rabba prem kahaniya
Mar gayi main to mar gayi re
Mar gayi ye to mar gayi re
Angoori badan badan mera
Aankh mastaniya
Angoori badan badan mera
Aankh mastaniya
Har koi mujhse puchhe
Meri prem kahaniya
Mar gayi main to mar gayi re
Mar gayi main to mar gayi re
Mar gayi ye to mar gayi re
Mar gayi ye to mar gayi re.

More songs lyrics from Hadh: Life On The Edge Of Death.