Angelina Lyrics

"Angelina" lyrics from Baa Baaa Black Sheep sung by sonu nigam and music directed by superbia (gourov-roshin & shaan) and composed by superbia (gourov-roshin & shaan) and lyrics written by sunil sirvaiya

Singer(s):
Lyricist(s):

Angelina Lyrics


12 ki umar mein tum pehli baar dikhi
13 ka tha aankhon mein baatein ki

O o…
14 kya huey hum dil ne dil ko chuaa
15 pe aa ke kuch kuch ho gayaa

Ae sha baa baa ruu baa
Sha bo be ba bo
O meri Angelina…
Ae sha baa baa ruu baa
Sha bo be ba bo
Tujhsa hai koi kahaan (x2)

16wa woh saawan humein yun bhigo gaya
17 ka saara season satrangi hi raha
18 ka jo licence mila love nature ho gaya
19 se 20 tak hui beeson ghaltiyan

Sha baa baa ruu baa
Sha bo be ba bo
O meri Angelina…
Sha baa baa ruu baa
Sha bo be ba bo
Tujhsa hai koi kahaan (x2)

21 se 23 tak baja apna Mandolin
Main hero tu heroine
Bane dad tere villain
24 se 24×7
Tha jis din ka intezaar
25 ve birthday pe main karun
Duniya se izhaar

Sha baa baa ruu baa
Sha bo be ba bo
O meri Angelina…
Sha baa baa ruu baa
Sha bo be ba bo
Tujhsa hai koi kahaan?

Yeah hey meri Angelina
Woh wo… meri Angelina…

More songs lyrics from Baa Baaa Black Sheep.