Andheri Raat Sawan Ki Lyrics

"Andheri Raat Sawan Ki" lyrics from Dhun sung by sadhana sargam and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal), talat aziz and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):

Andheri Raat Sawan Ki Lyrics


Andheri raat sawan ki
Ghata is dil pe chaayi hain
Andheri raat sawan ki
Ghata is dil pe chaayi hain
Na jaane aaj kis bhule
Sanam ki yaad aayi hain
Andheri raat sawan ki

Barste udhar badal
Idhar yeh dil tarasta hain
Barste udhar badal
Idhar yeh dil tarasta hain
Har ek lamha meri
Tanhaaio ko aaj dasta hai
Jahan par zakhm tha maine
Jahan par zakhm tha maine
Wahi par chot khaayi hai
Andheri raat sawan ki ghata
Is dil pe chaayi hain
Andheri raat sawan ki

Dikhaye khaab aur phir
Khab ki duniya mita dali
Dikhaye khaab aur phir
Khab ki duniya mita dali
Jala kar dil mein shama
Pyaar ki aur phir bhuja daali
Yeh kaisi rasm zaalim ne
Yeh kaisi rasm zaalim ne
Mohabbat ki nibhayi hain
Andheri raat sawan ki
Ghata is dil pe chaayi hain
Andheri raat sawan ki.

More songs lyrics from Dhun.