Allah Bahut Bada Hain Lyrics

"Allah Bahut Bada Hain" lyrics from Sapnon Ka Mandir sung by mohammed aziz and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by hasan kamal, sameer

Singer(s):
Lyricist(s):

Allah Bahut Bada Hain Lyrics


Paanch waqt in minaaro se
Aati hain aawaaj
Ke allaah bahot bada hain
Ke maula bahot bada hain
Ke allaah bahot bada hain
Ke maula bahot bada hain
Mandir jaao masjid jaao
Yahin khulega raaj
Ke allaah bahot bada hain
Ke maula bahot bada hain
Ke allaah bahot bada hain
Ke maula bahot bada hain

Woh kartaar agar chaahe
Patthar mein phool khilaaye
Woh kartaar agar chaahe
Patthar mein phool khilaaye
Anhoni ko honi kar de
Koyi samajh na paaye
Paaye koyi samajh na paaye
Aparampaar hai lila
Usaki rehmat beandaaj
Ke allaah bahot bada hain
Ke maula bahot bada hain
Ke allaah bahot bada hain
Ke maula bahot bada hain

Kaahe ko ghabraaye
Bande kaahe chhode aasha
Kaahe ko ghabraaye
Bande kaahe chhode aasha
Dekh raha hain maalik
Duniya jo bhi kare tamaasha
Duniya jo bhi kare tamaasha
Use khabar hai kaun kidhar
Woh jaane sabka raaj
Ke allaah bahot bada hain
Ke maula bahot bada hain
Ke allaah bahot bada hain
Ke maula bahot bada hain

Jab tak tan mein saans
Rahegi rahegi tab tak aas
Jab tak tan mein saans
Rahegi rahegi tab tak aas
Manzil ko paayega musaafir
Dil ko hai vishwaas
Musaafir dil ko hai vishwaas
Koyi kisi par naaz kare par
Hamein hain iss par naaz
Ke allaah bahot bada hain
Ke maula bahot bada hain
Ke allaah bahot bada hain
Ke maula bahot bada hain.

More songs lyrics from Sapnon Ka Mandir.