Aji Dil Ho Kaabu Mein Lyrics

"Aji Dil Ho Kaabu Mein" lyrics from Gaon Ki Gori sung by mohammed rafi and music directed by shyam sunder premi (shyam sunder) and composed by shyam sunder premi (shyam sunder) and lyrics written by wali sahab

Singer(s):
Lyricist(s):

Aji Dil Ho Kaabu Mein Lyrics


Aji dil ho kaabu mein
Are dil ho kaabu mein to
Dildar ki aisi taisi
Tauba husn ke sarkar ki
Sarkar ki aisi taisi
Ha dil ho kaabu mein

Maar ke aankh
Maar ke aankh
Jo aashiq ko nikamma kar de
Abe aise mashuk
Abe aise mashuk
Chidi mar ki aisi taisi
Chidi mar ki aisi taisi
Bewafa hoor ki

Tujhse to arke banab
Sahi bahut sasta hai
Abe ja tere sarbate
Abe ja tere sarbate
Didar ki didar ki aisi taisi
Ja tere sarbate didar ki
Ja tere sarbate didar ki ja ja ja
Ja tere sarbate didar ki
Aji hai didar ki
Are ha re ha dildar ki aisi taisi

Jab talak mera batera
Jab talak mera batera
Hai salamat tab tak
Abe taup ki teer ki
Taup ki teer ki
Talwar ki aisi taisi
Taup ki teer ki
Talwar ki aisi taisi

Pichle itwar ko aana tha
Na ab tak aayi
Aye masuk se haye haye
Aise maasuk ke itwar ki aisi taisi
Aise maasuk ke itwar ki aisi taisi
Saniwar ki itwar ki aisi taisi.

More songs lyrics from Gaon Ki Gori.