Ajab Hamari Hai Zindagani Lyrics

"Ajab Hamari Hai Zindagani" lyrics from Kabhi Andhera Kabhi Ujala sung by asha bhosle and music directed by omkar prasad nayyar and composed by omkar prasad nayyar and lyrics written by hasrat jaipuri

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Ajab Hamari Hai Zindagani Lyrics


Ajab hamari hai zindagani
Kabhi andhera kabhi ujala
Hai dardo gam kee yeh ik kahani
Kabhi andhera kabhi ujala

Kabhi hai milana kabhi bichhadana
Kabhi hai rona kabhi hai gana
Hai khwab aisa yeh jindagani
Kabhi andhera kabhi ujala

Kabhi toh mausam judayi kaa hai
Kabhi hain ghadiya najar milan kee
Hai gam dilo par toh aani jani
Kabhi andhera kabhi ujala.

More songs lyrics from Kabhi Andhera Kabhi Ujala.