Aisa Lagta Tha Lyrics

"Aisa Lagta Tha" lyrics from Jigarwala sung by amit kumar, asha bhosle and music directed by nadeem saifi, shravan rathod and composed by nadeem saifi, shravan rathod

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Aisa Lagta Tha Lyrics


Aisa lagta tha aisa lagta tha
Ye bairi sawan ye bairi sawan
Chala jaiga tumhare bina
Aisa lagta tha aisa lagta tha
Ye bairi sawan ye bairi sawan
Chala jaiga tumhare bina
Tumhare bina tumhare bina

Kitna haseen savan hai ye
Hum dono ki mulakat ka
Kitna haseen sawan hai ye
Hum dono ki mulakat ka
Pagal bana dega hume
Ye pyara mausam barsat ka
Aankho se dil mein sama kar
Dhadkan me chhup jao na na na na
Aisa lagta tha aisa lagta tha
Ye bairi sawan ye bairi sawan
Chala jaiga tumhare bina
Tumhare bina tumhare bina

Kya pyar hai kya ye nasha
Ye sab tumi ne sikhaya mujhe
Kya pyar hai kya ye nasha
Ye sab tumi ne sikhaya mujhe
Rahne bhi do iljam ye
Deewana tumi ne banaya mujhe
Phle to mujhko sata ke
Ab yu mukar jao na na na na
Aisa lagta tha aisa lagta tha
Ye bairi sawan ye bairi sawan
Chala jaiga tumhare bina
Tumhare bina tumhare bina

Lagta hai yun barso ke bad
Meri duao mein aaya asar
Lagta hai yun barso ke bad
Meri duao mein aaya asar
Chup bhi raho kuchh na kaho
Kahi lag na jaye kisi ki najar
Meri hai har sans teri
Tum bhiu kasanm khao na na na na
Aisa lagta tha aisa lagta tha
Ye bairi sawan ye bairi sawan
Chala jaiga tumhare bina.

More songs lyrics from Jigarwala.