Aisa Kyun Machalne Dil Lyrics

"Aisa Kyun Machalne Dil" lyrics from Tumse Ankhiyan Mili sung by manoj mishra and music directed by neela aakash and composed by neela aakash and lyrics written by neela satyanarayan

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Aisa Kyun Machalne Dil Lyrics


Aisa kyun machalne dil laga hain
Jaane kya samjhne laga hain
Aisa kyun machalne dil laga hain
Jaane kya samjhne laga hain
Pyaar ho gaya ki
Deedar ho gaya hain
Dil gun gunane laga hain
Aisa kyun machalne dil laga hain
Jaane kya samjhne laga hain
Pyaar ho gaya ki
Deedar ho gaya hain
Dil gun gunane laga hain
Aisa kyun machalne dil laga hain

Achanak yeh dil
Uda aasman se mila
Achanak yeh dil
Uda aasman se mila
Badlo pe jhumkar
Phool me ja khila
Badlo pe jhumkar
Phool me ja khila
Pyaar ho gaya ki
Deedar ho gaya hain
Pyaar ho gaya ki
Deedar ho gaya hain
Dil gun gunane laga hain
Aisa kyun machalne dil laga hain
Jaane kya samjhne laga hain

Rang rang ho gaya
Dil tarang ho gaya
Rang rang ho gaya
Dil tarang ho gaya
Bekhudi me aap hi
Dil umang ho gaya
Bekhudi me aap hi
Dil umang ho gaya
Hye pyaar ho gaya ki
Deedar ho gaya hain
Pyaar ho gaya ki
Deedar ho gaya hain
Dil gun gunane laga hain
Aisa kyun machalne dil laga hain
Jaane kya samjhne laga hain

Kal to mere paas tha
Aaj dil badal gaya
Are kal to mere paas
Tha aaj dil badal gaya
Baat baat mein kabhi
Dil mera nikal gaya
Baat baat mein kabhi
Dil mera nikal gaya
Hye pyaar ho gaya ki
Deedar ho gaya hain
Pyaar ho gaya ki
Deedar ho gaya hain
Dil gun gunane laga hain
Aisa kyun machalne dil laga hain
Jaane kya samjhne laga hain
Pyaar ho gaya ki
Deedar ho gaya hain
Pyaar ho gaya ki
Deedar ho gaya hain
Dil gun gunane laga hain
Aisa kyun machalne dil laga hain
Jaane kya samjhne laga hain.

More songs lyrics from Tumse Ankhiyan Mili.