Aiko Haina Lyrics

"Aiko Haina" lyrics from Muqaddar Ka Badshaah sung by amit kumar, sapna mukherjee and music directed by vijay kalyanji shah (viju shah) and composed by vijay kalyanji shah (viju shah) and lyrics written by sameer

Lyricist(s):
Music Director(s):

Aiko Haina Lyrics


Kahne se darta hai lekin
Isko mujhse pyar hai
Kahne se darta hai lekin
Isko mujhse pyar hai
Jab tak na dekhu main
Isko aaye na dil ko chain
Aai aai aa
Aaiko haina aaiko haina
Haina haina pyar hai na
Aaiko haina aaiko haina
Haina haina pyar hai na

Nahi nahi
Mujhe fasana chahe
Ladki kitni hoshiyar hai
Mujhe fasana chahe
Ladki kitni hoshiyar hai
Hosh udaye neend udaye
Iske katil naina
Syani hai
Aaiko haina aaiko haina
Haina haina pyar hai na
Aaiko haina aaiko haina
Haina haina pyar hai na

Mere dil ha hal na jane
Tu kyu mujhko na pahchane
Mere dil ha hal na jane
Tu kyu mujhko na pahchane
Kya se main kya ho gayi
Tere is pyar mein
Jindagi gujar du tere intzar mein
Chal hat
Mere pichhe pichhe
Aana diljani bekar hai
Mere pichhe pichhe
Aana diljani bekar hai
Chod de mera pichha
Ab tu man le mera kahna
Aaiko haina aaiko haina
Haina haina pyar hai na
Aaiko haina aaiko haina
Haina haina pyar hai na

Teri bato mein na aau
Jan ke main na jan gawau
Teri bato mein na aau
Jan ke main na jan gawau
Ban jau jogi main jake kahi jog lu
Aise kaise jane man
Pyar ka main rog lu
Are todungi main jog tera
Mera dawa dildar hai
Are todungi main jog tera
Mera dawa dildar hai
Banke menka tujhe rijhaungi
Main to din raina
Aaiko haina aaiko haina
Haina haina pyar hai na
Aaiko haina aaiko haina
Haina haina pyar hai na

Nahi nahi
Mujhe fasana chahe ladki
Kitni hoshiyar hai
Hosh udaye neend
Udaye iske katil naina
Aaiko haina aaiko haina
Haina haina pyar hai na
Aaiko haina aaiko haina
Haina haina pyar hai na.

More songs lyrics from Muqaddar Ka Badshaah.