Agar Teri Jalwa Numai Na Hoti Lyrics

"Agar Teri Jalwa Numai Na Hoti" lyrics from Beti Bete sung by mohammed rafi, suman kalyanpur and music directed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and composed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and lyrics written by hasrat jaipuri

Lyricist(s):

Agar Teri Jalwa Numai Na Hoti Lyrics


Agar teri jalwa numai na hoti
Agar teri jalwa numai na hoti
Khuda ki kasam ye khudayi na hoti
Agar teri jalwa numai na hoti
Khuda ki kasam ye khudayi na hoti
Agar aankh tumse milayi na hoti
Meri jindagi muskurayi na hoti
Agar aankh tumse milayi na hoti
Meri jindagi muskurayi na hoti

Baharo ka mausam na hota suhana
Baharo ka mausam na hota suhana
Tere dam kadam se hua aashikana
Tere dam kadam se hua aashikana
Najaro me ye dil rubai na hoti
Khuda ki kasam ye khudayi na hoti
Agar aankh tumse milayi na hoti
Meri jindagi muskurayi na hoti

Tere pyar ne mujh par ahsaan kiya hai
Tere pyar ne mujh par ahsaan kiya hai
Mere dil liya hai mujhe dil diya hai
Mere dil liya hai mujhe dil diya hai
Agar tune ulfat nibhayi na hoti
Meri jindagi muskurayi na hoti
Agar teri jalwa numai na hoti
Khuda ki kasam ye khudayi na hoti

Agar noor tera na aata jaha me
Agar noor tera na aata jaha me
To rakha hi kaya tha jami aasma me
To rakha hi kaya tha jami aasma me
Ke malik ne dunia banayi na hoti
Khuda ki kasam ye khudayi na hoti
Agar aankh tumse milayi na hoti
Meri jindagi muskurayi na hoti
Agar teri jalwa numai na hoti
Khuda ki kasam ye khudayi na hoti.

More songs lyrics from Beti Bete.