Agar Insan Mein Himmat Ho To Lyrics

"Agar Insan Mein Himmat Ho To" lyrics from Jungle Princess sung by sardar mansoor and music directed by maadhulal damodar master and composed by maadhulal damodar master and lyrics written by pandit indra

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Agar Insan Mein Himmat Ho To Lyrics


Agar insan mein himmat ho to kya
Kar nahi sakta
Agar insan mein himmat ho to kya
Kar nahi sakta
Jo hai marde jamana
Aafato se darr nahi sakta
Jo hai marde jamana
Aafato se darr nahi sakta
Agar insan mein himat ho to kya
Kar nahi sakta
Agar takdeer ki mehfil mein
Ho takdeer ka sathi
Agar takdeer ki mehfil mein
Ho takdeer ka sathi
Wo pyala kaun sa pyala hai ke
Jo dhar nahi sakta
Wo pyala kaun sa pyala hai ke
Jo dhar nahi sakta
Agar insan mein himmat ho to kya
Kar nahi sakta

Fiza per jiska jeena
Sahadat jiska marna hai
Fiza per jiska jeena
Sahadat jiska marna hai
Wo mar jata hai lekin
Naam uska mar nahi sakta
Wo mar jata hai lekin
Naam uska mar nahi sakta
Agar insan mein himmat ho to kya
Kar nahi sakta

Tu apni raah chalta ja
Na darr tokar se ae bande
Khuda jiska sahara hai
Khuda jiska sahara hai
Basar wo ghir nahi sakta
Khuda jiska sahara hai
Basar wo ghir nahi sakta
Agar insan mein himmat ho to kya
Kar nahi sakta
Agar insan mein himmat ho to kya
Kar nahi sakta.

More songs lyrics from Jungle Princess.