Ae Zameen Ae Aasmaan Lyrics

"Ae Zameen Ae Aasmaan" lyrics from Kismet Ka Khel sung by lata mangeshkar and music directed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and composed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and lyrics written by hasrat jaipuri

Singer(s):
Lyricist(s):

Ae Zameen Ae Aasmaan Lyrics


Ae zamin ae aasman itna bata
Itna bata jiske hote lut gayi
Jiske hote lut gayi kaha hai wo
Kaha hai wo kaha
Hai wo kaha hai wo
Kaha hai wo kaha
Hai wo kaha hai wo
Ae zamin ae aasman

Main aaj rote rote
Mar jau to tumhe kya
Duniya ki garjisho
Mein pis jau
To tumhe kya ha
Raste hi char jinke
Ujada ye aashiyana
Raste hi char jinke
Ujada ye aashiya
Kaha hai wo kaha
Hai wo kaha hai wo
Aye zamin aye
Aasman itna bata
Itna bata jiske hote lut gayi
Jiske hote lut gayi kaha hai wo
Kaha hai wo kaha hai
Wo kaha hai wo
Kaha hai wo kaha hai
Wo kaha hai wo
Ae zamin ae aasman

Main kon hu kaha hu
Kuchh bhi khabar nahi
Hindu hu ya musalma
Ye bhi khabar nahi
Insan hu aye malik
Dildar mangti hu
Main daulat nahi tumse
Mera pyar mangti hu

Ye mandir bhi tera ghar hai
Ye mandir bhi tera ghar hai
Ye masjid bhi tera ghar hai
Ye girija bhi tera ghar hai
Par tu bata kidhar hai
Tu bata kidhar hai
Tu bata kidhar hai
Tu bata kidhar hai
Allah hu akbar
Allah hu akbar
Hari om hari om
Hari om hari om.

More songs lyrics from Kismet Ka Khel.