Ae Sochta Hai Kya Aaja Lyrics

"Ae Sochta Hai Kya Aaja" lyrics from Vandana sung by asha bhosle and music directed by ravi shankar sharma (ravi) and composed by ravi shankar sharma (ravi) and lyrics written by ravi shankar sharma (ravi)

Singer(s):
Music Director(s):

Ae Sochta Hai Kya Aaja Lyrics


Ae sochta hai kya aaja
Bada maza hai mere pyar me
Ae sochta hai kya aaja
Bada maza hai mere pyar me
Ae sochta hai kya aaja

Sharam kaisi koi
Nahi dekhne wala
Koi nahi yaha dekhne wala
Kaisi gajab ki tanhai hai
Koi nahi yaha dekhne wala
Kaisi gajab ki tanhai hai
Thandi hawao
Ne mahaki fijao ne
Dil ki tamana jagai hai
Tu bhi jawa mai bhi jawa
Tu bhi jawa mai bhi jawa
Tu bhi akela mai bhi akeli
Ae ae sochta hai kya aaja
Sach kahti hu
Bada maza hai mere pyar me
Ae sochta hai kya aaja

Bhigi jawani tujhko bulaye
Baho me aaja mere dilbar
Bhigi jawani tujhko bulaye
Baho me aaja mere dilbar
Ang laga le aise na apne
Chahne walo par sitam kar
Mujhko utha gale laga
Mujhko utha gale laga
Teri deewani meri jawani
Ae ae sochta hai kya aaja
Aaja na
Bada maza hai mere pyar me
Ae sochta hai kya aaja aaja
Bada maza hai mere pyar me
Ae sochta hai kya.

More songs lyrics from Vandana.