Ae Hawa Yeh Bata Lyrics

"Ae Hawa Yeh Bata" lyrics from Ghazab sung by lata mangeshkar and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):

Ae Hawa Yeh Bata Lyrics


Ae hawa ye bata
Ae hawa ye bata
Ae ghata ye bata
Kya tujhe hai pata

Abke baras jo barasega
Vo sawan kaisa hoga
Sawan jaisa heero mera
Sajan kaisa hoga
Sawan jaisa bhi ho mera
Sajan kaisa hoga

Tab mai kisi se, pyar krungi
Tab mai kisi se, pyar krungi
Tab solha singar krungi
Mukh dekhungi mai jisme
Vo darpan kaisa hoga
Darpan jaisa bhi ho mera hoga
Sawan jaisa bhi ho mera
Sajan kaisa hoga

Babul ke ghar ji na lage, ji na lage
Babul ke ghar ji na lage
Ji ke andar barasa jage
Babul ke ghar ji na lage
Jane anjane sajan ka, angan kaisa hoga
Angan jaisa bhi ho mera
Sajan kaisa hoga
Sawan jaisa bhi ho mera
Sajan kaisa hoga

Khel ke mujh se aankh micholi
Khel ke mujh se aankh micholi
Le jayega meri dholi
Mere man ka meet vo
Mera dushman kaisa hoga
Dushman jaisa bhi ho
Mera sajan kaisa hoga
Sawan jaisa heero mera
Sajan kaisa hoga
Sawan jaisa bhi ho mera
Sajan kaisa hoga.

More songs lyrics from Ghazab.