Ae Dilruba Kal Ki Baat Lyrics

"Ae Dilruba Kal Ki Baat" lyrics from Anjaam sung by mukesh chand mathur (mukesh), suman kalyanpur and music directed by ganesh and composed by ganesh and lyrics written by akhtar romani

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Ae Dilruba Kal Ki Baat Lyrics


Ae dilruba kal ki baat kal ke sath gayi
Ae dilruba kal ki baat kal ke sath gayi
Aaj se aao koi milke kare koi baat nayi
Aaj se aao koi milke kare koi baat nayi
Ae dilruba

Gulsan mein teri aankho mein
Kajal ko dekh liya tarsega tarsega
Sawan me teri julafo mein
Badal ko dekh liya barsega barse ga
Aaj ke baad se har din ho
Aaj ke baad se har din ho naya
Raat ho nayi
Ae dilruba kal ki baat kal ke sath gayi
Ae dilruba

Nazar ko har ghadi ek intezar tha
Nazar ko har ghadi ek intezar tha
Samjh na paye tum yahi to pyar tha
Tune samjha diya jane man sukariya
Ae dilruba kal ki baat kal ke sath gayi
Aaj se aao koi milke kare koi baat nayi
Ae dilruba

Raato ko meri palko pe
Sapna ban ke koi chha jana chha jana
Sapno me kabhi pal bhar bhi kabhi meri
Nazaro se dur na jana na jana
Aaj ke baad se har din ho naya
Raat ho nayi
Ae dilruba kal ki baat kal ke sath gayi
Aaj se aao koi milke kare koi baat nayi
Ae dilruba.

More songs lyrics from Anjaam.