Ae Baharo Haal Apna Lyrics

"Ae Baharo Haal Apna" lyrics from Lagan sung by lata mangeshkar and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):

Ae Baharo Haal Apna Lyrics


Ae bahoro haal
Apna kya sunaye hum
Na jane kya karega ye mausam
Sharam ke mare
To mar gaye hum
Na jane kya karega ye mausam
Sharam ke mare
To mar gaye hum
Dil dhadkata hai jayada
Nind aaye kam

Na jane kya karega
Ye mausam
Sharam ke mare
To mar gaye hum
Na jane kya karega
Ye mausam
Sharam ke mare
To mar gaye hum

Dekhti hai ghur ke
Ye duniya sari kis liye
Kuchh badal ne si lagi
Surat hamari kis liye
Dekhti hai ghur ke ye
Duniya sari kis liye
Kuchh badal ne si
Lagi surat hamari kis liye
Raat din rahne lagi
Ye bekarari kis liye
Ke baithe lag gaya hum ko
Na jane kaun sa ye gam
Na jane kya karega ye mausam
Sharam ke mare to mar gaye hum
Na jane kya karega ye mausam
Sharam ke mare to mar gaye hum

Aaj hotho pe anokhi
Si kahani aa gayi
Hum nahi samjhe the
Ye to rut suhani aa gayi
Aaj hotho pe anokhi
Si kahani aa gayi
Hum nahi samjhe the
Ye to rut suhani aa gayi
Log kahte hai nayi
Rani jawani aa gayi
Ke chalte chalte
Paon mein payal
Nahi par hoti hai
Chham chham
Na jane kya
Karega ye mausam
Sharam ke mare
To mar gaye hum

Ae bahoro haal
Apna kya sunaye hum
Na jane kya karega
Ye mausam
Sharam ke mare
To mar gaye hum
Na jane kya karega
Ye mausam
Sharam ke mare
To mar gaye hum.

More songs lyrics from Lagan.