Ae Aasman Wale Lyrics

"Ae Aasman Wale" lyrics from Ziarat Gahe Hind sung by mohammed rafi and music directed by mustafa yusuf and composed by mustafa yusuf and lyrics written by abdur rab chaush

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Ae Aasman Wale Lyrics


Ae aasman wale
Ae aasman wale is waqt tu kaha hai
Ujada hua chaman hai barbad ashiyaa hai

Ae aasman wale is waqt tu kaha hai
Ujada hua chaman hai barbad ashiya hai
Ae aasman wale

Adam ko di mafi shetan ko saaja di
Takde se daal ke bhi isha ki jaan bacha di

Adam ko di mafi shetan ko saaja di
Takde se daal ke bhi isha ki jaan bacha di
Har cheez pe tu kabil muktare do jaha hai
Is waqt tu kaha hai is waqt tu kaha hai
Ae aasman wale is waqt tu kaha hai
Ujada hua chaman hai barbad ashiyaa hai
Ae aasman wale

Jisne tujhe tujhe pukara usko haman bakshi
Machali ke peth mien bhi ho uski jaan bakshi
Jisne tujhe tujhe pukara usko haman bakshi
Machali ke peth mien bhi ho uski jaan bakshi
Har haal mein tu apne bando pe mehrban hai
Is waqt tu kaha hai is waqt tu kaha hai
Ae aasman wale is waqt tu kaha hai
Ujada hua chaman hai barbad ashiyaa hai
Ae aasman wale

Aayudh ko sifa di tujhko taras jo aaya
Yusukh ko ek pal mein yaakub se milaya
Aayudh ko sifa di tujhko taras jo aaya
Yusukh ko ek pal mein yaakub se milaya
Mushkil mein aaj tere bando ka karwa hai
Is waqt tu kaha hai is waqt tu kaha hai
Ae aasman wale is waqt tu kaha hai
Ujada hua chaman hai barbad ashiyaa hai
Ae aasman wale

Toofa se tune ya rab jab nuh ko bachaya
Tere siva hamara ab kon hai khudaya
Toofa se tune ya rab jab nuh ko bachaya
Tere siva hamara ab kon hai khudaya
Humko bhi paar karde yeh waqt imtaha hai
Is waqt tu kaha hai is waqt tu kaha hai
Ae aasman wale is waqt tu kaha hai
Ujada hua chaman hai barbad ashiyaa hai
Ae aasman wale ae aasman wale
Ae aasman wale.

More songs lyrics from Ziarat Gahe Hind.