Abhi Kya Sunoge Lyrics

"Abhi Kya Sunoge" lyrics from Satyakam sung by lata mangeshkar and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by kaifi azmi

Singer(s):
Lyricist(s):

Abhi Kya Sunoge Lyrics


Abhi kya sunoge suna to hasoge
Ye hai geet adhura tarana adhura
Ye hai geet adhura tarana adhura
Jo tum rahoge jo kuchh na kahoge
Rahega sada ye fasana adhura
Ye hai geet adhura tarana adhura

Jamane se jo maine sikha
Nahi kuchh bhi wo mere kaam ka
Siha do jo tum meet mere
Mujhe nagma ek apne naam ka
Taje subhah chehra khile sham ka
Abhi kya sunoge suna to hasoge
Ye hai geet adhura tarana adhura
Ye hai geet adhura tarana adhura

Karib aake bhi dur rahna
Tumhi jano isme raaza ka
Jo kuch hai to hai naj gum par
Karu dil pe main apne naaz kya
Sada meri kya hai mera saaj kya
Abhi kya sunoge suna to hasoge
Ye hai geet adhura tarana adhura
Ye hai geet adhura tarana adhura

Kisi ka no ho ispe saya
Mujhe aise din aisi raat do
Mai manjil to khud dhundh lungi
Mere hatho me apna hath do
Kadam do kadam tum mera sath do
Abhi kya sunoge suna to hasoge
Ye hai geet adhura tarana adhura
Ye hai geet adhura tarana adhura.

More songs lyrics from Satyakam.