Abe Ab Kya Hua Lyrics

"Abe Ab Kya Hua" lyrics from Ek Phool Teen Kante sung by babul supriyo, sudesh bhonsle and music directed by jatin pandit, lalit pandit and composed by jatin pandit, lalit pandit and lyrics written by sameer

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Abe Ab Kya Hua Lyrics


Soja na tu soja na
Soja na bhai soja na

Abe ab kya hua kyo hai rota hua
Hum tujhe jan gaye tu hai pahucha hua
Abe ab kya hua kyo hai rota hua
Hum tujhe jan gaye tu hai pahucha hua

Sar dard hai sara apne baje barah
Sar dard hai sara apne baje barah
Hamne to ye mana ke tu hai
Bap hamara, Bap hamara
Abe ab kya hua kyo hai rota hua
Hum tujhe jan gaye tu hai pahucha hua

Kahe tu shor kare re bachue
Kahe tu shor kare
Kahe tu shor kare re bachue
Kahe tu shor kare
Re bachue kahe tu bor kare
Re bachue kahe tu bor kare
Kya chiz bata hai tu
Bacha ya bala hai tu
Apun ko garam na kar yun
Nak mein dam na kar

Soja tu mere jani ye hogi meharbani
Mat or pila pani yad aayi hame nani
Jab tak na mile tu hai aankh ka tara
Abe ab kya hua kyo hai rota hua
Hum tujhe jan gaye tu hai pahucha hua

Lori kya sunana whishky ise pila na
Lori kya sunana whishky ise pila na
Chup ho bhi ja teri to
Mat bhaw kha teri to
Panga na letu hamse
Shyana na ban kasam se
Hum aaj kal hai kadke
Paise jo gire jhad ke
Chal dena fir aye ladke
Patli pakad ke
Ab so bhi na hame bhi nind ne hai
Mara nind ne hai mara
Abe ab kya hua kyo hai rota hua
Hum tujhe jan gaye tu hai pahucha hua

Sar dard hai sara apne baje barah
Sar dard hai sara apne baje barah
Hamne to ye mana ke tu hai
Bap hamara, Bap hamara
Abe ab kya hua kyo hai rota hua
Hum tujhe jan gaye tu hai pahucha hua
Abe ab kya hua kyo hai rota hua
Hum tujhe jan gaye tu hai pahucha hua
Soja na tu soja na
Soja na bhai soja na.

More songs lyrics from Ek Phool Teen Kante.