Abba Abba Haye Tauba Lyrics

"Abba Abba Haye Tauba" lyrics from Eent Ka Jawab Patthar sung by preeti sagar and music directed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and composed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and lyrics written by naqsh lyallpuri

Singer(s):
Lyricist(s):

Abba Abba Haye Tauba Lyrics


Abba abba haye tauba mai teri
Baato me na aaungi kabhi
Abba abba haye tauba mai teri
Baato me na aaungi kabhi
Abba abba

Tu meri resham si julfo se khelega
Galo ko chumega baho me le lega
Are are abba abba
Abba abba haye tauba mai teri
Baato me na aaungi kabhi
Abba abba haye tauba mai teri
Baato me na aaungi kabhi
Abba abba

Juru juru ha juru juru
Dil se dil milne de baki sab jane de
Jismo ke milne ka mausam to aane de
Abba abba
Abba abba haye tauba mai teri
Baato me na aaungi kabhi
Abba abba haye tauba mai teri
Baato me na aaungi kabhi
Abba abba

Chhod mujhe deewane
Warna mai ro dungi
Tu mujhko kho denga
Mai tujhko kho dungi
Abba abba
Abba abba haye tauba mai teri
Baato me na aaungi kabhi
Abba abba haye tauba mai teri
Baato me na aaungi kabhi
Abba abba.

More songs lyrics from Eent Ka Jawab Patthar.